अगर आपको अपने जमीन या मकान में जिओ टावर लगवाना है तो होशियार हो जाएँ क्यूंकि फर्जी लोग भोले भाले लोगों को झूठा वादा करके टावर लगाने के नाम पर एडवांस पैसा लेते हैं और फिर कभी नहीं आते हैं.।मैं आज आपको ये बताऊंगा की JIO टावर लगवाने के नाम पैर फर्जी लोगो से कैसे दूर रहें।
मैं आपको ये बताना चाहता हूँ की ये बात बिलकुल सच है की RELIANCE JIO 4G जगह जगह पर टावर लगा रही है और बहुत से लोगों ने टावर लगवाए हैं। लेकिन बहुत से लोग ऐसे हैं जो फर्जी SCAM में फँस जा रहे हैं। भारत में ये बहुत बड़ा SCAM चल रहा है और मासूम लोग इसमें फँस रहे हैं। वो फर्जी लोग आप से कुछ पैसा एडवांस मांगते हैं जोकि लगभग 3000 रुपैया से 10000 रुपैया तक होता है और हैरानी की बात तो ये है की वो फर्जी लोग आपको फर्जी डाक्यूमेंट्स DOCUMENTS भी दिखाते हैं और ये कहते हैं की वो RELIANCE JIO कंपनी की तरफ से आये हैं।
इस SCAM में गाँव के भोलेभाले लोग आसानी से फँस जा रहे हैं, मैं आपको होशियार करता हूँ की येसब चक्कर में न पड़ें।
समझने वाली बात ये है की कोईभी टेलीकॉम कंपनी कभीभी किसी से एडवांस में पैसा नहीं लेती है, बल्कि कोई पैसा लेती ही नहीं है। जो लोग आपसे एडवांस में पैसा मांगते है वो फ्रॉड हैं और आप उनसे दूर रहें।
Sir yeh bata sakte hai tower ke naam per froud karne wale ko kaha pe complain kare
muje ek numbre se call aya ….aur mujse tower lagwane ke liye 17000 rupes mage…
Addvance 3000 mage…
Me tower lagwane me liye apply kiya huwa th a..
Par mujse addvance paise manga gaya..
Company kolkata me hai aide bola muje..
yah sab fraud hai isse savdhaan rahen , koi bhi genuine telecom company advance mein koi paise nahin maangti , aise scam se bach kar rahen.
Maine jio tower ke liye apply kiya hua hai mere pas call aya aur wo bole documents verification keliye bhej do aur verification ke baad conformation msg ayega phir ,14000rs registration fee sumbit karani hai kya ye sahi hai please mujhe bataye
Yah bilkul galat hai , tower installation ke liye koi genuine compay koi paise nahin leti
Dhanyawaad
Jio Kampani is poor
Jhut Bolta hai ki tower
Lagate hai
Esa q kar kar rahi hai
Kampani
Asfak ji, Jio company ke naam par yah logon ko dhokha de rahe hain asal mein JIO company aisa koi bhi fraud nahin karti , JIO to apne customers ko messages bhi karti hai ke tower lagwane ke naam par dhoke se bachiye. saavdhaan rahen is tarah ke fraud se bachen aur logon ko bhi jagruk karein
Registered ke liye 14300 mangte h towers lagwane ke nam se sir ji
yah sab dhoka hai saavdhaan rahein , is tarah ke scam se bachen
Sir mai lohar pranay bol raha hu.sr muje BHI ek jio ka SMS aagaya our registration fee 1500 rupees hamane bhare huye hai.unki file BHI new dilli se aagayi hai.wus company naan iso certified digital telecom tower ye hai to yeh company froad kar Sakti hai Kyla plz rply
savdhaan rahen satark rahen koi bhi grnuine telecom company koi paise nahin leti hai is dhoke se bachen aur doosro ko bhi bachayen
Dhanyawaad
Sir ji..
Muze v jio tower installation ki aur se call aaya tha. Uske baad mane apna Pan card, aadhar card, land certificate, photo WhatsApp kardiya. Verification call v aaya tha.
Fir usne bola 6500 fee dena hoga. Aapko post office through agreement paper aur joining later vej diya hey receive karte hi pay karna hoga bol raha tha. Aapke hisab se kya lagta he… Muze toh fully fack laga..
Yah sab dhokha hai , koi bhi genuine telecom company tower lagwane ke naam par koi paise nahin maangti
Jio tower lagwane k liye mere se 5500/- ki security mangi h kya ye sahi h
koi bhi genuine telecom company tower lagwane ke naam par koi bhi paise nahi maangti balki paise deti hai aise dhoke se bachen aur is tarah ke sawal baar baar sabhi log na poochen
Dhanyawad